Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
wah ji wah
itni special wish
lagta hai forum ki khal udharnay.....oh mera matlab hai bananay say jo waqt bach gaya tha woh aapne yahin sarf kiya hai...

maine kaha ji mai zara apni dost ko special sa wish kro sab se alag sab se juda style mai...