google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 2 12 LastLast
    Results 1 to 10 of 173

    Thread: Coffee With Ubaid Sir Ji

    Hybrid View

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,203
      Threads
      2235
      Thanks
      931
      Thanked 1,366 Times in 867 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7965 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      @Ainee
      Walikum Salam.
      Pehlai to mai ap sab ka (Moderators, Admins & Membors) shukriya ada karta hon. ap sab nai mujai boht pyar diya yahan. R khas kr @BDunc Sir r @Aliza ka boht boht shukriya q k in donon nai merai sath boht mehnat ki. mujai boht kuch sikhaya. ye mera pehla dafa hai k mai kisi forum ko use kar rha hon is liye mujai idhar mushkilat boht thai likn @BDunc Sir r @Aliza g ki mihnat sai mai is qabil bana k mai idhar kuch post kar sako r apnai khayalat ka izhar kar sako. so thanks a lot @BDunc Sir & @Aliza G.

      R jo sir kehlwanai ka msla hai to janab mujai bura nahi lgta k koyi mujai sir ya sir ji kahai likn msla ye hai k mai jidhar kam karta hon to udhar kuch bandai hai jo mujai tang kartai hai bar bar sir ji sir ji keh k. mai un ko mana karta hon k mujai merai nam sai pukara karai q k ziyada tar merai ham umar hai likn wo log phir bhi baaz nahi atai.

      And i dont have any problem ap ka muj ko sir g kehnai sai likn i think mai yahan par sab se junior hon is liye agar ap sab mujai merai nam sai mukhatib karien gai to mujai boht acha lagai ga.

      Mujai bat karnai ka saleqa ata nahi hai is liye agar koyi bhi ghalti hoyi ho to us k liye muafi chahta hon.
      R sawalon k jawab mai koshash karon ga k jald az jald don. inshaAllah

      Shukriya.
      hamain intizar hsi. So that phir mazeed sawaal ap se kiye ja sakain.

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Thank you. yeah i am enjoying it.
      Mai tayar hon janab jis ko bhi jitnai bhi sawal karnai hai mai jawab denai k liye tayar hon.
      R janab mai nai pehlai bhi ek choti moti interview di hai ap chahai to mai link dai sakta hon ya ap khod bhi check kar sakti hai.
      dekh lainge janab wo b.

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Garam sawal pesh kare moona sis
      Soup and kholte pani se bhi garam ?

    2. The Following 2 Users Say Thank You to CaLmInG MeLoDy For This Useful Post:

      intelligent086 (01-06-2018),Ubaid (01-06-2018)

    3. #2
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,366 Times in 1,051 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      18

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      hamain intizar hsi. So that phir mazeed sawaal ap se kiye ja sakain.

      dekh lainge janab wo b.

      Soup and kholte pani se bhi garam ?
      Ab moona sis ko pata hoga na unke sawalo ka temperature

    4. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (01-06-2018)

    5. #3
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,247
      Threads
      192
      Thanks
      782
      Thanked 549 Times in 439 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      9

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      ye lai janab hogya baqi agar kuch zarorat sai ziyada likha ho ya kuch esa likha ho jis sai kisi ka dil dukha ho to us k liye muazirat chahta hon. thank you

    6. The Following 3 Users Say Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      intelligent086 (01-07-2018),Jelly Bean (01-06-2018),Moona (01-07-2018)

    7. #4
      Administrator Admin Jelly Bean's Avatar
      Join Date
      Nov 2016
      Posts
      327
      Threads
      157
      Thanks
      165
      Thanked 202 Times in 152 Posts
      Mentioned
      359 Post(s)
      Tagged
      1 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      ye lai janab hogya baqi agar kuch zarorat sai ziyada likha ho ya kuch esa likha ho jis sai kisi ka dil dukha ho to us k liye muazirat chahta hon. thank you
      bohot shukria..aap ne bilkul bhi zaroroat se ziada nahi likha..aap jitna bhi likh lete..acha hi likhte..kion ke aap ke tamam jawabat se andaza hua ke kis qadar simple and ache insan hian aap MA SHA ALLAH..

      CHALAIN ji toh phir mazeed kuch sawalaat..

      1-salad main tamatar pasand hain..ya tamaatar wali salad ziada pasand hai?
      2-zindagi ko chain sakon se jeena seekh gaye hain.ya abhi tak chain o sakoon ke intaizar main hain.
      3-sharmeele hain ya bharkeele hain
      4-larki waale ap ko daikhne aayainge toh aap kaisa nazar aana chahainge
      5-aisa konsa sawal hoga..jo aap chahainge ke larki wale aap se poochian.
      6-aisa konsa sawal hoga jo aap chahainge ke larki wale aap se na poochain.
      7-jo sawal aap chahainge ke larki wale aap se na poochain..uska jawab kia hoga..wo bhi bata dain..kion ke ham larki wale nahi hain. leg pulling
      8-khyber pakhtoon khuaah se hain..IK ke baare main kia raaye hain.IK IMRAN KHAN.
      9-urdu ke jin mushkil alfaaz ke maani maloom na houn.wo yahan pooch liya karain.waise aap kis mushkil lafz ka matlab daikhne yahan aaye the.lafz toh aap ne bataya hi nahi.
      10-man pasand adeeb ya adeeba konse hian aap ke?
      11-UT ke writers ko bhi parha hai abhi tak ke nahi? kion ke hamara toh aik section UT genious ka bhi hai..jahan best writers designers and poets hain UT ke..
      12-khud bhi likhne likhaane ka shoq hai ke nahi?
      13-zindagi main kabhi kisi se mohabbat ki.ya hui..?( I mean sinf-e-mukhalif) se
      14-shadi hone ki khuaahish aap ki abhi tak poori nahi hui...baqol aap ke..ye khuaahish kab tak poori hone wali hai?
      15-do chaar bache kafi hain.ya aap aath das bachoun ke khuaahish mand honge...
      16-ye bataiye.insan ka gala pehle kharab hota hai.ya insan ko nazla pehle hota hai.
      17-toffee ziada pasand hai ya chocolate?
      18-abhi silsila hai..man maane sawalaat ka..sudhre hue sawaloun ke liye aap ko pehle in bigre sawalon ka jawab dena hoga..ke...tabyat kharab ho kabhi khuda na khaasta..toh kiski naak main dam karte hian.ya pakistan main kiski naak main dam karte the?
      19-tabyat kharabi main shor machate hain..ya sabar karte hian
      20-bachpan main kisi ki pitaai ki kabhi ? ya ab kisi ki pitaai karne ka shoq hai?

      pehle in nanne munnne sawaloun ke jawab dain..baqi sawal bad main ...

    8. The Following 3 Users Say Thank You to Jelly Bean For This Useful Post:

      Ainee (01-28-2018),intelligent086 (01-07-2018),Moona (01-07-2018)

    9. #5
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,247
      Threads
      192
      Thanks
      782
      Thanked 549 Times in 439 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      9

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Jelly Bean View Post

      Itnai sarai sawalat!!!!

    10. The Following 2 Users Say Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Ainee (01-28-2018),Moona (01-08-2018)

    11. #6
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      ye lai janab hogya baqi agar kuch zarorat sai ziyada likha ho ya kuch esa likha ho jis sai kisi ka dil dukha ho to us k liye muazirat chahta hon. thank you
      @Ubaid Itna Mukhtasar aur munasab likha hai k hamare ultey swalaat ab seedhay karne paden ge ab sawalon ko thanda hone dain aap abhi CM ke sawalaat ke jawab dain.

      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    12. The Following User Says Thank You to Moona For This Useful Post:

      intelligent086 (01-07-2018)

    13. #7
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,247
      Threads
      192
      Thanks
      782
      Thanked 549 Times in 439 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      9

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Moona View Post
      @Ubaid Itna Mukhtasar aur munasab likha hai k hamare ultey swalaat ab seedhay karne paden ge ab sawalon ko thanda hone dain aap abhi CM ke sawalaat ke jawab dain.
      Acha!!. Janab ye bataye k hamara ye CM sahiba kahien school teacher to nahi Q k itnai sawalat to mai nai School k papers mai bhi nahi dekhai hai.

    14. The Following User Says Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Moona (01-08-2018)

    15. #8
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Acha!!. Janab ye bataye k hamara ye CM sahiba kahien school teacher to nahi Q k itnai sawalat to mai nai School k papers mai bhi nahi dekhai hai.
      In @CaLmInG MeLoDy ke to ham sab student hain ek student muzafar ali tha pata nahi ab kahan hai wo har baat dhamki se karta tha

      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    16. #9
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,247
      Threads
      192
      Thanks
      782
      Thanked 549 Times in 439 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      9

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Moona View Post
      In @CaLmInG MeLoDy ke to ham sab student hain ek student muzafar ali tha pata nahi ab kahan hai wo har baat dhamki se karta tha
      Acha. Adat ki bat hoti hai janab koyi dhamki sai baat karta hai to koyi pyar sai.

    17. The Following User Says Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Moona (01-09-2018)

    18. #10
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,247
      Threads
      192
      Thanks
      782
      Thanked 549 Times in 439 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      9

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      1-salad main tamatar pasand hain..ya tamaatar wali salad ziada pasand hai?

      Ans. Mujai donon pasand hai.

      2-zindagi ko chain sakon se jeena seekh gaye hain.ya abhi tak chain o sakoon ke intaizar main hain.

      Ans. Alhamdu Lillah zindagi chen wa sakon sai guzar rahi hai. Ye sab Allah ka karam hai mera apna koyi kamal nahi is mai.

      3-sharmeele hain ya bharkeele hain

      Ans. Donon hon Sharmeela bhi bharkeela bhi.

      4-larki waale ap ko daikhne aayainge toh aap kaisa nazar aana chahainge

      Ans. Simple na k sample.

      5-aisa konsa sawal hoga..jo aap chahainge ke larki wale aap se poochian.

      Ans. Kuch bhi na pochai.

      6-aisa konsa sawal hoga jo aap chahainge ke larki wale aap se na poochain.

      Ans. larka kia karta hai?

      7-jo sawal aap chahainge ke larki wale aap se na poochain..uska jawab kia hoga..wo bhi bata dain..kion ke ham larki wale nahi hain. leg pulling

      Ans. Mai as a labour Dubai mai aya tha likn Allah ki karam sai r Wallidien ki duaaon sai Document Controller ka kam krta hon. abhi gari ka license lai rha hon insha Allah us sai salary bhi bardh jaye gi.

      8-khyber pakhtoon khuaah se hain..IK ke baare main kia raaye hain.IK IMRAN KHAN.

      Ans. Imran Khan ka agar history dekhai to us nai boht khidmat ki hai Pakistan ki. jis ka sab sai bada misal Shoukat Khanam Cancer Hospital hai jidhr bila tafreq har kisi ka free Elaj hota hai.Pukhton khwa mai bhi us nai boht sari falahi r tarqiyati kam kiye hai.mujai Imran khan pasand bhi hai r napasand bhi. pasand is liye k us nai pakistan ki logon ki boht khidmat ki hai jesai k mai nai oper likha hai. R napasand is liye k khod to dosron pai aitiraz kartai hai likn apnai ghaltion ko nazar andaz karta hai.

      9-urdu ke jin mushkil alfaaz ke maani maloom na houn.wo yahan pooch liya karain.waise aap kis mushkil lafz ka matlab daikhne yahan aaye the.lafz toh aap ne bataya hi nahi.

      Ans. Afsson Jan, iztirab etc. esai boht sarai hai jo filhal mai bhool gya hon.

      10-man pasand adeeb ya adeeba konse hian aap ke?

      Ans. Ushna Kausar Sardar.

      11-UT ke writers ko bhi parha hai abhi tak ke nahi? kion ke hamara toh aik section UT genious ka bhi hai..jahan best writers designers and poets hain UT ke..

      Ans. han parha hai Dr. Maqsood Hasni Sir k likhai hoye apsani waghera.

      12-khud bhi likhne likhaane ka shoq hai ke nahi?

      Ans. Likhnai ka to boht shouq hai likn abhi tak kuch likha nahi hai.

      13-zindagi main kabhi kisi se mohabbat ki.ya hui..?( I mean sinf-e-mukhalif) se

      Ans. Han.

      14-shadi hone ki khuaahish aap ki abhi tak poori nahi hui...baqol aap ke..ye khuaahish kab tak poori hone wali hai?

      Ans. lagta to "Future Far Tense" hai likn umeed rakhai hoye hai shayed jaldi hojaye.
      15-do chaar bache kafi hain.ya aap aath das bachoun ke khuaahish mand honge...

      Ans. pandra(15) Bees(20) ki bat karo janab aath das sai kia hoye ga
      .
      Mazak kar rha tha ziyad sai ziyada 4 kafi hai.

      16-ye bataiye.insan ka gala pehle kharab hota hai.ya insan ko nazla pehle hota hai.

      Ans. ye kabhi socha nahi hai.

      17-toffee ziada pasand hai ya chocolate?

      Ans. Tofee.

      18-abhi silsila hai..man maane sawalaat ka..sudhre hue sawaloun ke liye aap ko pehle in bigre sawalon ka jawab dena hoga..ke...tabyat kharab ho kabhi khuda na khaasta..toh kiski naak main dam karte hian.ya pakistan main kiski naak main dam karte the?

      Ans. Mai Alhamdu Lillah kabhi ziyada bemar nahi howa hon. R merai tabiyat par Sabar ziyada asar andaz hai is liye agar khbi bimar bhi howa hon to kisi ko tang nahi kia hai.

      19-tabyat kharabi main shor machate hain..ya sabar karte hian

      Ans. Sabar karta hon.

      20-bachpan main kisi ki pitaai ki kabhi ? ya ab kisi ki pitaai karne ka shoq hai?

      Ans. Bachpan mai ek martaba ek larkai ko boht mara tha jis ka afsoos mujai abhi tak hai.us k baad kisi sai larayi nahi ki. Na ab kisi k sath larayi karnai ka ya kisi ka pitaai karnai ka shoq hai.

    19. The Following 2 Users Say Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Ainee (01-28-2018),Moona (01-08-2018)

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 2 12 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    urdutehzeb

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •