Assalam o Alaikum
hamare forum ki aik bohot hi respectable member hain.
are ham sab ki laadli bhi hain
ham sab ki pyaari bhi hain
raaj dulaari bhi hain..
bari nakre waali bhi hain.
par unko shoq tha paaltoo jaanwar paalne ka.
kaafi dinon se paal rahi theen wo paaltoo janwar..
par mujh se unki ye pareshani daikhi nahi jaa rahi thi.
main ne socha..kion na in ko is mushkil se nikaaloon..
main ne..in ke wo tamaam paaltoo janwar maar diye.
pat pat kar ke.
ab aap logon ne ye bataana hai..
ke wo larki ka name kia hai.issi forum par.
aur jo janwar main ne pat pat kar ke maare..unka name kia hoga.
chalo na..name bataow bataow na..
Similar Threads:
Bookmarks