bht karwi bat aap ne bht saleeqe se kahi logon ko aaina b dikha dia auraun k honton p muskurahat b bikher di ........... sahi kaha aap ne jitna kahan shadion ma zaya kia jata hai aur woh b parhe likhe muhazzab logon k hathon us ka hisab Allah ko dena hame bas ki bat nhi her shakhs apne tor p hi qadam utha le aur rizq ki qadar kar le tab hi kuch ho sakta werna to shadion ma khana hi nhi hona chahye
Bookmarks