Quote Originally Posted by mr_innocent View Post
A.O.A
aj kal main her roz newspaper per sunta hun k online kaam karain aur dollars kamayain...per jab b main un sites ko visit karta hun tu pershan ho jata hun k koie sada insan in k hathy na char jaya..q k yah log sada say logon say pasay layty hain aur bad may tang karty hain...
tu main aj app logon say aik website share kar raha hun. jis per main nay bht kaam keya hai aur phir website b bht ache hai...
yah website females k leya tu bht ache hai..i mean woh ghar bat kar aram say kaam kar sukti hain......
app is link ko click karain..aur agar koie help ki zarorat ho tu mujy say must poch layain...thanks

www.odesk.com

best regards,

Noor
Assalam o Alaikum.main ne kal hi ye thread daikh liya tha..isko relevant section main move bhi kar dia tha.aur sath hi aap ki bataai hoi site ko join bhi kar liya tha . thnx for sharing such a nice thread.