Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
جس سے ملیے اسے خفا کیجے
ہے تفاخر میری طبیعت کا
ہر ایک کو چراغ پا کیجے
میری عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجہھے منا لیا کیجے
ji ye waja bhi bilkul munaaisb waja hai.. magar ye baat bhi hai mere khayaal se .keh har wo insan , jis ke dil main kisi bhi qisam ki ehsaas-e-kamtari hoti hai, wo apne kamtari ke ehsaas ko khud ki satisfaction ke liye mukhtalif tarha ke acts se satisfy karta hai. aurat par hath uthaana bhi dar asal mard ki ehsaas-e-kamtari ko zaahir karti hai. ke wo khud ko aurat se ziaada soojh samajh waala, aur taqat war zaahir karna chahta hai, is unwaan ke hawaale se laa taadaad haqaaiq hain.jo IN SHA ALLAH time to time ham yahan discuss karainge. pehli bat ye hi hai keh. insan jo khud ko kamtar samjhe apni bv ke mqable main, wo hath zaroor uthaata hai apni bv par.
aur badzubaan aurat hamesha aik mard ko apni badzubaani se uksaati hai ke mard uspar hath uthaye.

ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
جس سے ملیے اسے خفا کیجے
ہے تفاخر میری طبیعت کا
ہر ایک کو چراغ پا کیجے
میری عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجہھے منا لیا کیجے
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks