google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 10 of 21

    Thread: Ek Sawal

    Hybrid View

    1. #1
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      23

      star Re: Ek Sawal

      walaikum Assalam.Pehle ye bataey muje K piyaar karne se pehle kab or kahaan kis kitaab mai likha hai k Piyaar k badle piyaar he mile ga...!!!izat k badle Izat mile gi...!!!apnaiyat k badle Apnaiyat mile gi...!!!Mithe Boolo k badle mithe bool he mile ge...!!!piyaar ka matlab Insaan Hamesha piyaar se he kio leta hai...???Mere Nazdeek piyaar kia hai? Piyaar kisi ko Pa lene ya Kho dene ka Naam nahe hai.Piyaar To Bas Chahte rehne ka Naam hai...Bas chahte Rehne ka naam hai..Or Bas Chahte he Rehne ka naam hai...Or Baaz Dafa Insaan Kisi Ko Pa K Itna Koch Nahe Paata or Seekhta samajhta jitna Baaz Dafa Kisi ko Na Pa k Zindgi k Pur Israar,Raazo o Ramooz Ko Paata seekhta or Samajhta hai or Har Dil se kiye gaey kaam ka Markaz RABB REHMAN ki Paak zaat se Ja milta hai,or vo Kis Qadar Or Be panah Khush naseeb o khush bakht Insaan hai jo Insaan ki Chahat mai Insaan ko na Pa K RABB REHMAN ko Or RABB REHMAN ki Chahat ko pa jaey....!!!Aey RABB REHMAN!Hume Apni Chahat se nawaz de Beshak Apki Paak zaat Be had o Be Panah o Be Shumaar o Be Hisaab Nawazne or Bakshne wali hai.AMEEN.Pls Ek baar darod pak parh le.


      Last edited by singer_zuhaib; 12-19-2014 at 12:18 PM.


      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    2. #2
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Ek Sawal

      Quote Originally Posted by singer_zuhaib View Post
      walaikum Assalam.Pehle ye bataey muje K piyaar karne se pehle kab or kahaan kis kitaab mai likha hai k Piyaar k badle piyaar he mile ga...!!!izat k badle Izat mile gi...!!!apnaiyat k badle Apnaiyat mile gi...!!!Mithe Boolo k badle mithe bool he mile ge...!!!piyaar ka matlab Insaan Hamesha piyaar se he kio leta hai...???Mere Nazdeek piyaar kia hai?Piyaar kisi ko Pa lene ya Pa Lene ka Naam nahe haiPiyaarTo Bas Chahte rehne ka Naam haiBachahte Rehne ka naam haiOrBas Chahte he Rehne ka naam hai...Or Baaz Dafa Insaan Kisi Ko Pa K Itna Koch Nahe Paata or Seekhta samajhta jitna Baaz Dafa Kisi ko Na Pa k Zindgi k Pur Israar o Ramooz Ko Paata seekhta or Samajhta hai or Har Dil se kiye gaey kaam ka Markaz RABB REHMAN ki Paak zaat se Ja milta hai,or vo Kis Qadar Or Be panah Khush naseeb o khush bakht Insaan hai jo Insaan ki Chahat mai Insaan ko na Pa K RABB REHMAN ko Or RABB REHMAN ki Chahat ko pa jaey.Aey RABB REHMANHume Apni Chahat se nawaz de Beshak Apki Paak zaat Be had o Be Panah Nawazne or Bakshne wali hai.AMEEN.Pls Ek baar darod pak parh le.

      Dear
      Me ne Panay Na Panay Ki To Baat He Nae Ki
      Wo To Ek Alag Mamla Hai
      Me Ne Jo CM Ko Reply Kiya Hai
      Ussay Dehan Se Perhain
      K Mere Question Ki Base Kya Hai


    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •