Jin Sitaron Se Ho Unsiyaaat Ka Ehsaas
Wo Nazron Se Kabho Ojhal Nahi Hua Karty
Dawa E Wafa Karnay Waly He Aksar
Wafaon Se Muqar Jaya Karty Hain
Khud Ko Sanwara Wahan Jata Hai
Jahan Ehsaas E Muhabat O Chahat Ho
Dar Lagta Hai Pehlay Wafaon Se Unko
Jo Log Aksar Wadon Se Muqar Jaya Karty Hain
Shyed Unhay Jzabon Ki Sadaqat Pe Na Ho Yaqeen
Warna Wo Essay Akele Hi Toot K Bikhr Na Jaya Karty
Annsoon Ko Chupaty Hain Wo Log
Jo Khud Ko Akela Hain Samjha Karty
Bookmarks