wah baita wah kya baat hai
dil khush kar dya aap ne to
Allah aap ke hunar ko mazeed barkat de aur aap ko shad o abad rakhe.
baiti rani ne mairi eak nazm mamta ko dazaein kya tha. os ke pas bhi achi sakil hai.
Allah aap sab bachoon ko khush rakhe.