@CaLmInG MeLoDy
11-susral ki sab se achi baat kia lagti hai.main ne baat ka poocha hai logon ka nahi warna tum ne fat se bhai ki taraf ishaara karna tha. ang:
hahahha.aho te hor ki...sab se achi baat ye hai sab se miltay milatay hain ye log...:
12-puthe sawaal karti rahon yahan ya seedhe sawaaloun ka bhi intizar hai..agar seeche sawaloun ka intizar hai toh kis qisam ke.
mere khayal se to sab seede puthay sawal ho chuke hain.agar koi bacha ho to ya to tum kar lo gi ya @Arsalan jin baba.....;hansi::
13-achaar , chat, dahi bara, somosa..pizza , in main se ziada kia pasand hai ..koi ek
Achaaaaaaaaaaaar..........
14-tum kamre main aram se baithi ho.aur koi room se bahar tumhare shoe pehen ke chala jaye toh kaisa lagta hai?
sardiyon me to bht bura lagta hai.garmiyon me nangay paon chalna acha lagta hai sirf marble pe yara.mitti pe nai....b.no:
15-towel share karti ho kisi se ke nahi?
kar leti hu kabi kabi.jab bht majbooori ho......hypd
16-lambe baal hain ya short, ya normal?
lambay hain g....kamar tak,.....exp:...
17-eye side weak hai ke nahi
bht weak hai g....dooor ki...........bath:
18-har kaam shroo karne se pehle kia khayal zehen manin aata hai
Kidray putha na pay jaye..........no:
19-college life ka behtreen waqiyaa yaad dilaow hamain bhi
yar ek larki ko chori kartay rangay hathon pakra tha ham ne....bag se pese nikaalte hue....bht maza aya.....;hansi::
20-kehte hain taali ek hath se nahi bajti..susral main reh kar is baare main kia raaye hai tumhari?
bilkul theek kehtay hain g...
21-susral ki sab se buri baat
Extremely wehmi hain yar.kya bataon.puchi b na........b.no:
22-parents ke ghar ki sab se buri bat
koi routine ni hai yara,,,,,,ham behno k jane k bad sab system kharb kar dia bhaiyon ne ghar ka...hypd
Bookmarks