namak ke wazan ko aap rehne dain...aik toh doobne ko waise bhi yahan sirf chullu bhar paani hai..ab us main manoun namak le ke aap kaise doobain ge..pehle toh ye clear karain ke aap chullu bhar paani main doob marne ko taiyar hain bhi ke nahi...
wah..itni jaldi toh girrgitt bhi rang nahi badalta..jitni jaldi aap ne apna faisla badal liya hai ;hansi::
ho sake toh apne faisle pe kuch sochain..aisa na ho ke badnaam ho jaawain.
wah..itni jaldi toh girrgitt bhi rang nahi badalta..jitni jaldi aap ne apna faisla badal liya hai ;hansi::
ho sake toh apne faisle pe kuch sochain..aisa na ho ke badnaam ho jaawain.
Bookmarks