Abhi masroof hum kafi, kabhi fursat main sochoon ga ke, tujhe yaad rakhne me, main kia kia bhool jata hoon
Originally Posted by Aliza Abhi masroof hum kafi, kabhi fursat main sochoon ga ke, tujhe yaad rakhne me, main kia kia bhool jata hoon Chalta hun aasmaan ki taraf dekhta hua, mere sar pe sitaare na aa giren kahin …!
Originally Posted by _Alex_ Chalta hun aasmaan ki taraf dekhta hua, mere sar pe sitaare na aa giren kahin …! yon hi mausam ki ada dekh k yaad aya hy kis qadar jald badal jaty hein insaan janaa
Originally Posted by Aliza yon hi mausam ki ada dekh k yaad aya hy kis qadar jald badal jaty hein insaan janaa Mere din badalne waale hain shayad, ab mujhe raaton ko neend aati hai. !
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Forum Rules
Bookmarks