Quote Originally Posted by Dr Maqsood Hasni View Post
sachi baat to yah hi hai kah aap ko zoban ka darust istamal aata hai.
jazba aur khayal bhi koee kam rawam dawaan nahain
yah shakas ko bohat qareeb se parhnay se hi mayasaar aata hai.
daad qabool farmein

Boht boht nawazish Dr.sahib.....apki hosla afzaai se hi ye sab mumkin hua hai...