Corrected , haan mai khud confuse tha k ya kaisay likha jay ga
Roman likh likh kar urdu imla bhool jata hai aksar
Koi baat nahi,umer ka taqaza hai aapki
Kidding
Pleasure
Ye aik din main itnay ashaar keh dalay
Kiya baat hai aapki....wah wah
Roman likh likh kar urdu imla bhool jata hai aksar
Koi baat nahi,umer ka taqaza hai aapki
Kidding
Pleasure
Ye aik din main itnay ashaar keh dalay
Kiya baat hai aapki....wah wah
Y aik din k nahi hotay ..
haan kubhi kubhi aik sath kafi utar jatay hain ...
haan ji umer to hogayii ... ikhtitam ki janib chul rahay hain ...
haan kubhi kubhi aik sath kafi utar jatay hain ...
haan ji umer to hogayii ... ikhtitam ki janib chul rahay hain ...
Ahaan...jis tarhan say aapne tareekh k saath post kiye mujhe laga ye tabar tor nazul yak musht hua
Sab hi ikhtetam ki janib chal rahay hain aur mabadulat aap say agay chal rahay hain
Bookmarks