Aur main panjabi main tifil e maktab bhi nahi
Aisay tou main bhi keh sakti hoon babayo
Meri madri zaban URDU hai tou us main mera kiya qasoor,
Amma abba ne bachpan say mutalay ki addat dali us main meri kiya ghalati
Chacha ghalib k tou khair kehnay hi kiya woh tou thy ehal e zaban
Kiyun din main taray tou nazar nahi agaye
Maine parha hua hai deewan e ghalib
Farsi kakh samjh na aai![]()
Bookmarks