outclass writing with message
ap ne bilkul drust kaha apna tajziya krain to boht km mayar pe utarty hain hm aur chahty hain bina mehnat k sb hasil ho jaye aur isi wja se rishwat aur sifarish itni aam ho gayi hai ...ahal logon k sath b iski wja se na insafi hoti hai lekin km jb ap khud ko ehal sabit kr dain to yaqeenan aisa nhi hoga ....... aur hmary han zyada log yehi chahty hain k agar unhon ne kisi b tra graduation clear kr lia h to unhain foran sb plate mai rakha mil jaye eur is se sb se barha nuqsan ye h k teaching feild join kr k bachon ki bunyadain khrab krty hain.....

thanks for sharing