Walaikum Assalam
tum uthaye jao meray zinda honay k faiday,mar gai tou yaad karo gi @CaLmInG MeLoDy
haan hai unwan..................meray des k lutairay.........pardes k khanzanchi..........kiya karo gi iss unwan ka ab bolo ;hansi::
Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

Walaikum Assalam
tum uthaye jao meray zinda honay k faiday,mar gai tou yaad karo gi @CaLmInG MeLoDy
haan hai unwan..................meray des k lutairay.........pardes k khanzanchi..........kiya karo gi iss unwan ka ab bolo ;hansi::
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
bas ji kia karain...aik aap hi nazar aati hain mujhe..
waise jo unwaan aap ne dia hai..uspe main pardesi khazaanchiyoun ke liye pardesiyoun se na ankhyaan milaana aur desi lutairoun ke liye mere dais ki matti sona ugle ugle heere moti hi gaa loongi..hai na kamaal ki baat ...
waise.. mujhe aik sawaal ka jawab bhi chaahiye..ye bataiye ke.. din pehle aata hai ya raat?

!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
wah ji wah..aap aise aise inaamaat se naawazti hain.mujhe toh mloom hi nahi tha..ye ghoonsa aur bhoosa..donoo hi mujhe de rahi hain..iska matlab upper portion bhi khaali ho jaye ga..aur lower portion dukhne lage ga...chalain is main mera nuqsan koi nahi hai.upper portion mera atleast khaali nahi rahe ga..bhoose se bhar toh jawe ga.. han albatta lower portion pe jo aap ghoonsa raseed karne waali hain..main soch rahi hon aap ki hit ko hit na hone don
.. aur haan shaam ke baad sapahar kion nahi aati..ye toh sapahar ko pata hoga..mujhe toh bas ye pata hai ke sham bari suhaani hai aaj kal..

maine kaha mera dil kiya hai aur dil ka aisa hai k woh tou bohat kuch karnay ko chahta hai magar
nimmo bi hain nahi tou nobel prize tumhay mil nahi sakta yani ghonsa aur bhosa agar maine tumhay day diya tou apnay kabar khanay ka kiya karon gi main,woh tou bilkul khali hojaye ga
tumharay haan hi hoti hogi shaam suhanai,yahan tou bhar jhonk rahi hai us par tum ne bitha diya hot seat par bina kisi qasoor k,hum tou khair jaisay taisay day hi dain ge jawabat,pehal aap kijiye muhtarma udhar tashreef rakhnay main jawabt k saath
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
main toh is azeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeem hotseat ki setting karne hi mian thak gai hon.abhi pall bharr ko araam kar loon...tab tak aap aaiye ..baithiye..enjoy kijiye.aur jawabaat se aagaah kijiye..meri kia hai..in sawalaat ka kia khaak jawab doongi...sham suhaani par mann moji nahi hai ji... hot seat raas nahi aati hai.
waise..auroun ko bhi bulwaaiye na yahan..kuch khamoshi khamoshi hai..

setting tum kar rahi ho tou iss seat ki hotness ka andaza main bakhobi laga sakti hoon,Allah hi karam karain baithnay walon k mustaqbil par.
aye larki,maine Allah ko munh dikhana hai aur sachi main yehi wala dikhana hai k amal ki waja say dikhanay laiq hai nahi,lekin phir bhi yehi dikha hai k dosra koi hai nahi iss model ka,tassavour karo k jab main apna ye munh,fitay munh Allah k samnay paish karon gi,udhar say woh banda jisay main iss garama garam kursi e shamat e amal par bithaon gi usne apni sulgi hoi tashreef ka rona ro diya,tou main tayyyyyyy gaiiiiiiiiiiiiii,;hansi::
tumharay mansobay main achi tarhan samjh rahi hoon larki,;;;;;;;
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks