google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 10 of 15

    Thread: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.

    Threaded View

    1. #5
      Designer www.urdutehzeb.com/public_html Daniel-7's Avatar
      Join Date
      Aug 2014
      Location
      Dhaka, Bangladesh
      Posts
      1,241
      Threads
      396
      Thanks
      194
      Thanked 284 Times in 127 Posts
      Mentioned
      51 Post(s)
      Tagged
      4299 Thread(s)
      Rep Power
      106

      Re: Bask e sushwar hai her kam ka asan hona.

      Quote Originally Posted by Rana Taimoor Ali View Post
      main shair mai mistakes hain
      niche wala thek likha hoa hai
      Han ho sakta hai. Main abhi tak urdu pura sikh nahi saka. but if u indicated that mistake..I could take a chance to correct that.

      Quote Originally Posted by Veedoo View Post
      bahi jii kam acha karthe hain leken app shairy samnj kar design nehi karthe ,is sher ka egg se kaya talq hai,
      design ko design karne se pehle us sher ka matlab kisi se pooch kar design keya karin phir app us ko khubsoort se design kar sakin gey,?
      Main shayri samjh ker hi design kiya tha. Socha tha main is comment ke jawab nahi dunga, Lekin apke is remark per aur log bhi aysa soch sakte hain is liye yeh jawab.
      her kam asan nahi hota her kisi ke liye. keyun ke wo skill nahi hote, wo right way dhund nahi patey, wo kam ko pechida ker detey hain and more various cozes remain there. Insan bhi aysa hi hain. Kuchh log ke akal mature nahi hota, kuchh galat soch ke hote hain, kuchh insaniyat se koi talluk nahi rakhte. Main yehi lana chaha apne design me, ke kuchh log apne akal ke, insaniyat ke, charche nahi kartey. Wo etney nadan hotey hain jayse abhi aeye hain duniya per, Ek egg shell hi unke duniya hai. Wo sirf khud ko ley ker busy rahe, Apne ander hi gum rahe. Apne duniya me hi ghumt rahe. Wo us shell se bahar aakar kisi ke koi kam na aeye. Design aur cheez hai. Lekin usme abstract thoughts aur cheez hai. Yeh bat thik nahi ke main shayeri ko nahi samjh ker design karta hun.

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
      وعلیکم السلام
      انتخاب کلام اور کام

      عمدہ
      Thanks Habib bhai.


    2. The Following 3 Users Say Thank You to Daniel-7 For This Useful Post:

      CaLmInG MeLoDy (05-22-2016),intelligent086 (05-16-2016),Veedoo (05-16-2016)

    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •