zalim tha wo.aur zulm ki aadat usse bhi thi.
inna koi zulm mamin ji..
paros main jhank ke.report toh sari aap ko hi deni thi na..
bhaanda phor ditta wo bhi sab ke saamne
aijj te na kariyaa karo mamin ji...
par..main to wo BBC type parosan hoon na..main ne bhi fat se aik khaani banai.. wo aise ke..
neeche parhain wo BBC ki kahaani..
khud apne daam main saiyaad aa gaya..bilkul perfect jumla...wo bhi mere liye nahi apne liye....
ye taanka jhaanki ka kaam hai hi ghalat...
kabhi kabhi khud ko hi phansa deta hai...
meri baat ka matlab samjho logo..dhayan se...ghor se @intelligent086 @Arosa Hya @Rana Taimoor Ali @Rohail
meri baat ka matlab samjho ke kabhi kabhi khud ko hi phansa deta hai ye taanka jhaanki ka kaam..
wo aise ke..main paros main jhaank rahi thi...us waqt mere paros main se..mamin ji mujhe jhaank rahi theeen..
aur meri tassveer lete hue..unki nabour ne unki tasver le li..
is ko kehte hain chor ke pae gaye mor
aur phir dono main ho gaya jhagra shroo
jhagre ki aawaazain chupaane ke liye...mamin ji ki amma ne kar dia tv ka volume high
aur main samajh gai.ke tv ka volume high tabhi hota hai.jab mamin ji ki shamat aai.
aur phir ham sab ne mill ke in ke ghar ki taraf dor lagaai
Bookmarks