Walaikummsalam
wow
Ma sha Allah
Amazing thread nd Good news sis kya he bat hai
ap ki ye masale daar post read kar k muje buhat hansi ai :=)
abi shadi ko aik week baqi hai par Admin to man he nai rahe
k un ki shadi hai
sis lagta hai shadi ki khabar ne Admin k sar pe seeda asar kya hai
chalin koi bat nai Admin Allah betar kare ga
Allah pak ap ko un ke sath hamesha khush rakhe
Ameen.
Rani Admin mashriki larky hain
es lye sharma rae
bus ab aaap kaam pe lag jayo
Bookmarks