Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
kia baat hai g apki......
chanda mamu km az km apko to hmain smjna chahiye tha :'( CM ki baat sun li hmari nhi
or resign krny aa rahy hain .....yehi sunna baqi eh gya tha
goya ap yahan sirf section k liye aty or hum sb ?
hmari koi ehmiyat nhi ?
ap btayen k apko hm pe itna b aitbar nhi k ap hmain apni sari duty b de dain to hm inkar krain ge krne se?
ya amal nhi krain ge kehye?
hain...resign..main ne is bat pe dhayan nahi dia.. @BDunc resign karna chahte? u know what..main ne bdunc ko baki forums par dekha hai.ab mujhe shak hai ke ham se naraz hian bdunc..lakin sawal ye peda hota hai ke kion??????????????????

koi hai jo in se pooche...lagta hai mujh se hi naraz hain.