aap dono ki khidmat e bakwasiyat main arz hai k
na tou main meerasan hoon na hi gawaiyan,
maine gana sirf bataya hai..............gaya nahi.
aur tu @Khirman............mong phali ki dani,,,,,,munni begham
mujh maloom hai meri awaz bohat haseen hai..........par iska ye matlab nahi hai k main har aik ko sunai doon
aur dosri baat ye k
tu ab idhar mujhe nazar nahi ana,samjhi................!!
Bookmarks