@Moona boht nahi likn thoda kuch ap k smjh mai ajaye ga. pushto k nazam ya ghazal ko urdu ya kisi dosri zuban mai translate karna mushkil hota hai.