Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
bohot nawaazish..magar ye sharing nahi.apni zaati takhleeq hai


chalain ji agar ye kaam hai toh bohot shukria...

hmm arre na cheez ko mussanifa toh na kahain.. ye toh jo nazrain parhti hain aj ke zamaane main.usko apne alfaaz main dhaal dia bas.. pasandeedgi ka shukria..
aameen. JAZAKALLAH.. Allah pak ki raza aap ko hamesha hasil rahe aameen.

sachi boloon.toh waqaiee imlaa mistake hogai hain.wo bhi ghalti se ..ya la parwahi se nahi.balke issi waja se ke roman urdu ki waja se urdu likhna bhoolti ja rahi hai
bas islaah karti raha karain..shayad ye naqis aqal main sama jaye ..:D
aap ne bilkul sahi farmaya. ke..koi kisi ka sath dena bhi chahe toh apni shartoun par..aur hamain wo shartain manzoor nahi...............

Mujhe tou khud imla puchnay ki zaroorat paish anay lagi hai
Ye tou roman urdu k asrat....balkay muzir assrat dugnay hogaye khair say