Behan ye khabar geeri mujhe khasi dushwar parr rahi hai,mehngi na sahi :p
Na meray zakham kuredo,
Mobile say tumharay iss azeem forum par reply karna sar k bal kharay honay k misdaq hai
Aur mujhe fil-waqt sar k bal hi khara hona parr raha hai :'(
Khabar geeri tou main kar loon agar lappy moyassar ho.....hakkkk haaaaa
@Calm Ki Melody
Bookmarks