Quote Originally Posted by FlashPro View Post
Iraday naik hain ... bus ilm Eid mananay chuti per geya hai, ab sub ko serious serious kay douray parh rahay hain tu serious mein time tu lagta hai
acha ye baat hai toh kuch aur sawalat shamil kar lain.

1-aap ko serious hone ka dora kab aur kion parta hai
2-aise dore ki halat main aap kia kia kar guzarte hain
3-kia zindagi main kabhi serious hue bhi hain/
4-fruits ziada pasand hain ya dry fruits
5-apni shadi par kaisi dikhna chaahainge
6-man pasand aur tasswraati larki.jo ke jeewan sathi bhi hone ke qaabil ho. uski kia qualities hain aap ke zehen main
7-sawaal number 6 se aap ko ye gumaan toh nahi guzra ke UT pe zaroorat-e-rishta ka sign board bhi lagne waala haiexp:
8-matar pasand hain ya mattarwe
9-aakhri baar kis baat pe hanse the?
10-walid ka konsa jumla shadeed nagawaar guzarta hai?

jaow bhai ..ham nahi khailte..itnu dair se jawab diye toh dilchaspi jaati rahe gi interview se.