پرانے گانے. اف سب کچھ کیسے پتا لگ جاتا ہے آپ کو .Jiddat pasandi agar humay kam zarfi aur tang zehniyat say rokay,
Biddat aur aisi dosri buraiyun say bachaye tou us main koi muzahiqa bhi nahi
Lekin
Humay humaray maa baap ka nafarman banaye,batameez aur bad tehzebi sikhaye tou uss jiddat pasandi say
Qadamat parasti hi bhali
Bohat khoob,bohat zabardast............
..!
Aur rahi baat indian puranay ganoon ki tou behan........woh aur tum lazim o malzom ho
بلکل صحیح کہ رہی ہیں آپ . جدت پسندی جو والدین اور مذہب احترام سے دور لے جائے اس سے تو قدامت پرستی بھلی .
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks