Bewajah najany Q zid hai unko shab-e-furkat waloun se
Wo raat barha dainay k liye, gaisu ko sanwara kartay hain
Ab nizah ka aalam hai muj pr, tum apni muhabbat wapis lo
Jab kashti doubnay lagti hai, to bouj utaara kartay hain