zindagi ye to nahin tujh ko sanvara hii na ho
kuch na kuch ham ne tera karz utara hii na ho

sharm aati hai us shahar mein hain ke jahan
na mile bhiek to laakhon kaa guzaaraa hii na ho

[Jan Nissar Akhtar]