Hum Barf K Mujassimay Banatay Hain_
Phir Unhain Pighalta Dekh K Rotay Hain..!!
Suna hai dard ki gahak hain chashm-e nazuk us ki
So ham bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain
Suna hai bole to baton se phool jharrtay hain
Ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
Suna hai raat use chand takta rehta hai
Sitaray baam-e falak se utar kar dekhtay hain
Talab ki manzilein nayab tou nahin laykin..
Tu apne app ko meri tarah ganwa tou sahi...!!!
Aadat Mujhe Andheron Se Darne Ki Daal Ker,
Ek Shaks Meri Zindagi Ko Raat Kar Gaya...!!!
Suna hai hashr hain us ki ghazaal si aankhain
Suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain
Faasley To Barha Rahay Ho Magar Itna Yaad Rakhna,,
Mohabbat Baar Baar Insaan Par Meharbaan Nahi Hoti.......!!!
Aey ZiNdagee kaaam fqt kaaam kub talak?????
itna to wqt dey k usay yaad kr sakun....!!!!!!!!!
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks