@Aliza ap ko itnai sarai awards kahan sai milai, mujhai bhi batawo
Aaj kal phir se
ye khalish dil main jagi hay
usse ruk lete hum usse ruk lete hum
Waqt e rukhst is ka hat tham lete hum
us k barte hue qadmo ko ruk lete hum
wo jo zid pe ar petha tha us ko thaam lete hum
us ko apni bahon main samet lete hum
hum se ruthh kar hay wira paresha sa mera dost
usse apni chat ka bharm de lete hum
usse ruk lete hum us ruk lete hum
aaj kal phir se
ye khalish dil main jagi hay
wo jo apna tha us ko ruk lete
jo kuch ban na parta tu
usse apni chahato ka aansoon ka wasta dete
usse apni mohabat k jaal main band lete hum
usse ruk lete hum usse ruk lete hum
aaj kal phir se
ye khalish dil main jagi hay
usse ruk lete hum usse ruk lete hum
Ubaid (03-28-2018)
Ubaid (03-31-2018)
Ek Aur Baar Meri Ayaadat Ko Aaiye,
Achhi Tarah Se Main Abhi Achha Nahi Hua
Ubaid (03-31-2018)
Bta Rah-e-Mohabbat main
Chalon mein kis tarah tanha,
Bina terey mere humdum
Chala mujh se nahi jata,
Meri khushio'n k sab khaakay
Tumharay bin adhooray hein,
Mere sapnay, meri ratein
Mere sab din adhooray hein,
Mera sapna jo haqiqat main
Jo youn tabdeel ho jaye,
Agar tum aa milo mujh se
Meri Takmeel Ho Jaye.
Ubaid (03-31-2018)
Ye Jis Ke Qahqahe Tum Sun Rahe Ho,
Kisi Sadme se Paagal Ho Gaya Hai …!
Ubaid (03-31-2018)
Haath rakh ke mere seenay pe, jigar thaam liya,
Tum ne is waqt to girta hua ghar thaam liya
Ubaid (03-31-2018)
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks