Juda i mei teri kuch aesa tarpe hum...
Kabhi zamane pe gussa aaya, kabhi apni qismat pe roye hum...
dekha tujko to pyar kee chahat see hoo gi
hum ko khar lamha khush rahnaye kee aadat see ho gi
soocha na tha kabhi ishq bee karoon gee
ab mohabat say bari mujhe mohabat see ho gi
Shayari ki hai maine tijarat naheen
Dil main jo bhi khayal aagaya likh diya
Ek khat main likha hasil-e-zindagi
Dosere main tumhain bewafa likh dya
phir bas youn hi ik bay naam sa bandhan hoota
kaash main teraay haseeb hath ka kangan hoota
murna to hey laikin gumnaam nahi murna
kum daam sahi laikin be daam nahi murna
mot aai to keh doon ga kul shaam chali aana
yeh shaam tumhari hey is shaam nahi murna
Tum apne dukh pe akele nahin ho afsurda
tumhare chahnewale bhi soog karte hain.
Falak pe chand ke hale bhi soog karte hain
jo tu hai to ujaale bhi soog karte hain.
Tumhare haath ki choorian bhi bain karti hain
humare hoont ke taale bhi soog karte hain.
Yeh nafrat ki kaisee aandhi chal rahi hai
Chiraagh e mohobbat ............. bujha jaa raha hai ..........
Aur ......... jo patta hawa ka pata day raha tha
Wo patta hawa main ura ja raha hai
kia ub bhi humary gaon mein ghungro hen hawa key paon mein
ya aag lagi hey chaaon mein ub waqt ka dhaara kaisa hey
Bolan lahu ki dhaar huo, mehraan bhi kia gulnaar hua
kis rung ka hey durya e attack, ravi ka kinaara kaisa hey
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks