Chand sikkon ke liye bik jata hai imaan yahan,
Kon kehta hai mere mulk mein mehngayi bohat hai.
Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khut
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah
bas aik dard ho k raho jis se aashna
mehboob e jawidan ki mohabat naseeb ho
@SILENT.WALKER; @Scholar Naina; @Arosa Hya; @muzafar ali; @pjmalik; @Moona; @Ubaid; @Veedoo; @Imran520; @Dr Maqsood Hasni; @smartguycool; @Ainee; @BDunc; @Admin; @intelligent086; @CaLmInG MeLoDy; @Anmol; @KhUsHi; @~KAYRA~;
Dil kay phaphoolay jal uthay seenay ka daagh say
Is ghar ko aag lag gayee ghar k charagh say
intelligent086 (04-13-2018)
tere dunia main frzane bohat se pay jaty hain
mujhy tu bux de apni mohabat ka junoo saqi
intelligent086 (04-13-2018)
Gham e dunia me gham e yaar bhi shamil kar lo,
Nasha bharta hai sharabeen jo sharabon me ilen.
intelligent086 (04-13-2018)
khatayen dekhta hai Aatayen km nhi karta
smjh me aa nhi sakta Woh itna Mehar ban kyun hai
intelligent086 (04-13-2018)
Shab-e-Firaaq Tou Kat’ti Nazar Nahi Aati,
Khayaal-e-Yaar Mein Aao Faraz So Jayein…!
intelligent086 (04-13-2018)
There are currently 12 users browsing this thread. (0 members and 12 guests)
Bookmarks