bimar hain to ab dam-e-isa kahan se aye
us dil main dard-e-shauq-o-tamanna kahan se aye
Zindagi ke udaas lamhon mein,
Bewafa dost yaad aate hain..
Ye mujhe Chain kyun nahi parta ........... !!!
Ek hi shaqs tha Jahaan me kya ?? .......
Khwahish k izhaar se darna seekh liya hy ,
Dil ne kyun samjhota krna seekh liya hy??? !!
Woh jis ki yaad main jaaga tamaam shab Sahil,
Ussi ke yaad ke pehlu main so gayi khusbhu.
Raat Kya Khoob Muqaabla Tha Hum Dono Main . .
Udhar Ghari ki Tik Tik , Idhar Aansoun ki Tip Tip ....!
Kahan kahan se alag kar sako ge tum mujhko,
Jurra hua hoon yahan lakh silslon se main..
Us ky Lehjay Ky Badlnay ki,, Kahani Ko,, Smajh,
Ab Bhi Aey Dil Usey Chaha To, Tumhari Marzi
Gham’zadon* par is qadar hota hai maazi ka assar,
Shadmaani main bhi aksar muskuraa saktey nahin,
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks