Tum se juda hoye to kisi ko khaber na thi..
murh murh k daikhna taira badnam ker gia...
Hamein to aaik he mousam ha ras, mousam-e-dard
bahar kia ha khazan kia hamein naheen mahloom
Na jane ho gaya hoon is qadar hassas main kab se
Kisi se baah karta hoon tho ankhain begh jati hain
Hum nay kab us say mulaqat ka waada chaha
Door reh kar to usay aur bhi ziyada chaha
Yaad aaya woh hamein aur bhi shiddat k saath
Bhool jaanay ka ussay jab bhi iraada chah
koi pathar koi gohar kyon hai?
faraq logon mein is qadar kyon hai?
ye bhi kesa azaab de dala
hai mohabbat to is qadar kyon hai?
" Uss" sey Aik baar tou roothoon Mein, Ussi ki tarha
Aur Meri tarha sey " Woh " Mujh ko mananey Aey
younhi mausam ki aada dekh k yaad aaya hy...
kis qadar jald badal jaty hyin insaaan jana.
Roz miltey hain ussi sey jo muqaddar main nahi
ham muqaddar ko pareshan bohat kartey hain.
ik aagh Ghum-e-Tanhai Kei jou saray badan mein phail gai,
Jab jism hei sara jalta ho, phir daman-e-Dil Ko bachain kya
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks