Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
Tooti Hueey Mundair par chota sa ik diya
mosam se keh raha hai , aandhi chala k dekh
Tooti Hueey Mundair par chota sa ik diya
mosam se keh raha hai , aandhi chala k dekh
Qafas udaas hai yaaro saba se kuch tu kaho
Kahein pe beth to aaj ke ziker-e yaar chale
Zameer Ko Meray Zakhmi Na Kar, Na Taana Day Meri Khuddari Ko
Hum Ahl-e-Gham Tou Yonhi Aksar, Har Ek Baat Pey Muskuratay Hain!
Zameer Ko Meray Zakhmi Na Kar, Na Taana Day Meri Khuddari Ko
Hum Ahl-e-Gham Tou Yonhi Aksar, Har Ek Baat Pey Muskuratay Hain!
ey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab
Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin
Band zehnoun mein sisakta hai khayalon ka hujoom
Cheekh ban jati hai khultey howey dard ki soorat
Suna Hai Har Cheez Mil Jati Hay Dua Say
Ak Din Tujh Ko Maang Kar Dekho Ga KHUDA Say
Sab Kuch KHUDA Say Maang Liya Tujh Ko Maang Kar
Uthtay Nahi Hain Haath Meray Is Dua Kay Baad
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks