na rahaa junuuN-e-ruKh-e-vafaa ye rasan, ye daar karoge kyaa
jinheiN jurm-e-ishq pe naaz thaa vo gunaahagaar chale gaye
Yaad RaHe Ga Ye DaUr-E-hAyAt BhI..
Ke ZiNdAgI mAiN hI TaRsE zInDagI kE lIyE.
Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii
Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko
یا مجھ سے اُس کی یاد کے زیور بھی مت چُرا
یا مجھ سے، میرا چاہنے والا بھی چھین لے
ye dostii, ye maraasim, ye chaahateiN ye Khuluus
kabhii kabhii ye sab kuch ajiib lagtaa hai
Ye zindagi ke niralay mousam humein to abh tak samajh na aye
Jo yaadgaar e hayat thehray thay abh wohi haiN wabaal lamhay
abhi tou ishq mai aisa bhi haal hona hai
kay ashk rokna tum say ***** hona hai
her aik lab per hain meri wafa kay afsany
teray sitam ko abhi laazawaal hona hai
Ye kaysa dard ka saylab jee say guzra hay
Ye kiss nay agg laga di hay payrhan may mayray
ye thik hai nahin marta koi judai mein
Khuda kisi se kisi ko magar juda na kare
There are currently 5 users browsing this thread. (0 members and 5 guests)
Bookmarks