ye aur baat kay milna nahi hay mumkin abhi
magar kabhi na milo zeest main aisa bhee nahii
yahan Bhi Ghum Nay Shab Bhar Soonay Na Dia
Or Woh Bhi Na Janay Kiss Khayal Mein Jaagtay Rahay
Yeh rakh rakhaaoo mohabat seekha gai os ko
woh roth kar bhi mujhy muskuraa kay milta hay
ye meri umr mery mah_o_saal dey us ko
mere KHUDA mere dukh sey nikal dey us ko.
Yeh boond boond si barish kisi ki yaadon ki
Mere yaqeen ka kachha makaaN gira degii
Na janay koun sa ansoo kisi se kiya kehday..?
Hum is khayal se nazrain jukhain behtay hain
Wo jisay Smajhty thy Zindagi, Meri Dhardkno'n ka Farreb tha,
Mujhy Muskrana sikha k wo, Meri Rooh tak ko Rula gya,
Apni Tanhai Merey Naam Pey Abaad Karey
Kon Ho Ga Ju Mujhey Is Tarah Sey Yaad Karey
امید تو بندھ جاتی، تسکین تو ہو جاتی
وعدہ نہ وفا کرتے، وعدہ تو کیا ہوتا
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks