yeh sajaya sajaya ghur saqi, meri zaat nahi mera haal nahi,,,
ay kaash kabhi tum jaan sako jo is sukh ne azaar dia
Ab ke yuN dil ko sazaa dii hamne, us kii har baat bhulaa dii hamne.
Ek, ek phool bahut yaad aaya, shaaKh-e-gul jab vo jalaa dii hamne
Aangan main Ghanay pairr K neechay teri yaddain
meela sa laga deti hain acha nahin kertien........!!!
Ise Ishq se, Ise Chah se, Ise piyar se, Ise maan se
meray hath main GULLAB do main bohat dino se uddas hon
Yah Ajeeb Mohabbat hay K Zamana Janta hay
Na Main us ki Manta hon Na woh meri manta hay
Koi Us se Ja Kay Pochay Usay Kia Mila Bicher ker
Main bhi Khaak Chan'ta hOn woh bhi Khaak Chan'ta hay
ik tum he na mil sakay zindage men warna
log to chehray badal badal k milay
Garmi-e-hasrat-e nakam se jal jatay haiN
Hum Chahragoon ki tarah sham se jal jatay haiN
Khudnumai tu nahiN Shewa-e-arbab-e-wafa
jin ko jalna hai wo aram se jal jatay haiN
ابھی تو مل کرچلتےہیں سمندر کی مسافت میں
پھراس کے بعد دیکھیں گے کنارہ کون کرتا ہے
گٹھائیں کون لاتا ہے میری آنکھوں کے موسم میں
پھر اس کے بعد بارش کا نظارہ کون کرتا ہے
Aay Ishq humain Berbad na Ker Hum bhOlay huwon Ko Yaad Na Ker
Pahlay hi bOhat na-shad hain hum Tu aur humain na-shad na Ker
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks