Tum ko bholein koshish kar k dekhein gay
Waisey darya ulta behna mushkil hai
Zarf har aik ka khowaish mein chupa hota hai
Jo tarasta hai sumandar ko, wo sehra ho ga
Tum dour sahi majbour sahi, par yaad tumhari aati hai
Tum sans wahan par laitay ho, khushboo yahan tak aati hai
Najaney os k dil mein mehfilein aabad hon kitni
Akaila jo bhi baitha ho, osay tanha nahi kehtay
Yeh meri talash ka jurm hai, ya teri nazar ka kasoor hai
Jo dil k jitnay kareeb tha, wo nazar se utni hi dour hai
Main ne bulbul se pocha dard-e-furkat ka ilaaj
Shakh-e-gul se gir pari, tarpi tarap kar mar gai
جب سے وہ لوٹآ ہے خوابوں کے شہر سے فازر
مجھ سے اس شخص کی آنکھیں نہیں دیکھی جاتیں
کتنے بے درد ہیں زندان کے نگہبان فراز
آنکھ لگتی ہے تو زنجیر ہلا دیتے ہیں
کتنی نفرت تھی اسے تیری تصویر سے
کہ ہاتھ ہی جلا ڈآلاتیری تصویر جلانے کے بعد
There are currently 5 users browsing this thread. (0 members and 5 guests)
Bookmarks