Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
Yehi hai na tumhein ham se bichar janey ki jaldi hai ?
Kbi milna tumharey maslay ka hal nikaalein gay . . . .
Aakhri baat se mujhy bas yehi maaloom hua "mohsin"
usko dushwar hai ab ,mujh se mohabbat krna...
Tu dhoondh falak per bagh-e-irum,
apna to aqeeda hai "mohsin"
jis khaak pe mukhlis dost milen,wo khaak b jannat hoti hai...
Wo Hairaan Hain Hamary Zabat pey Kaho do Qateel inn sy
Jo Daman pey nahi girta Wo Ansu dil pey girta hai
Kitney majboor hain taqdeer k hathon Ghalib....
Na usay paaney ki okat raktey hen, Na usay khoney ka hosla
Wo kehta hai main ne os k , suhanay khawb churaey hain
Os se ja kar zid mat karna , keh daina " tum sachay ho "
Kitna Asaaan tha Tere Hijar Main Marr Jana
Phir bhi 1 Umer Lagi Jaan sy Jaty Jaty
کبھی تو کرے گا وہ شخص وفا آخر
کچھ تو ختم ہو گی یہ اپنی سزا آخر
میرے گھر کی دیوار پر یہ کون لکھ گیا
کب تک تم جیو گے میرے سواآخر
Ghar say niklay thay ke dunya ne pukara tha Faraz
Abb fursat miley dunya se tou ghar jain kahein
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks