خوش خوش زندگی بیتانے کا مشورہ دیتے ہوئے
رو پڑاوہ آپ مجھے حوصلہ دیتے ہوئے
اس زندگی کو کیسے کہوں اپنی زندگی
ایک سانس بھی نہیں ھے میرے اختیار میں۔
ek muddat se charagon ki tarah jalti hain
in tarasti hui aankhon ko bujha de koi
azab e deed main ankain laho laho kar kay
main sharam sar huwa tere justuju kar kay
suna hai shehar main zakhmi dilo ka mela hai
chalain gay hum b magar perahan rafo kar kay...
kitabon mein rakh k sula gya hum ko
ankh band ki or bhula gya hum ko
koi ajeeb musawar tha jo barshon k mosam mein
kachi dewaron pe banna gya hum ko....
kuch HUM bhe thak gay hain USAY dhondtay huvay..
kuch ZINDAGI k pass bhe mohlat nahe rahe...
USKI her ek ada say jhalaknay laga khulooos....
jub MUJHAY aitabar ke AaDAT nahe rahe.
koi Pal tery Saath ka, meri umer bhr ko samet lay
mein fanaa,baqaa ke sabi safer,usi aek pal mein guzar doon
Is aik aas per Murr ker kabhi
nahee dekha
,
Ke jis ne chhorh diya hai wahi
Pukarega .!!
Nahi h woh Shakhs Muqadar main
Phir bhi Us Se Miltey Hain......
Bara Pur Lutf Lagta Hai
Muqadar Ko Saza Daina......,,
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks