Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
yeh mat poochh k ahsas ki shiddat kya hai
dhoop aisi thi ke saey ko bhi jalta dekha
Phir aj Adam shaam se ghamgeen hai tabeat
Phir aj ar-e-shaam teri yaad aai hai !!!!!!
کسی اور غم میں اتنی خلش ِ نہاں نہیں ہے
غم ِ دل مرے رفیقو! غم ِ رائیگاں نہیں ہے
Umeed ka saya hai na rasta hai na manzil
Hum kitne akailay hain mohabbat k safar main
duniya ne jaane kitne fasaane bana liye
itna koi bataye ke kyaa ho gaye hain hum
jo log chaley jaate hain wapis anhi aatey
ham bhoolna chahtey hain lakin bhula nahi paatey
yeh chand , yeh taarey mujhey kartey hain naseehat
raatoo'n ko phira kartey ho , tum so kyon nahi jaate
Weranion k Doar Main Phoolon k Silsilay
Ye b Khalish Ney Khoob Kehi Teri Yaad Main
Wohi karwaan' wohi rastay' wohi zindagi' wohi merhlay
Magar apne apney Muqam per kabi tum nahi' Kabi Hum nahi
tumhara zarf hay k tum ko mohhabbat bhol jati hay
hamen tu jiss nay hans kar bhi pukara yaad rehta hay
There are currently 5 users browsing this thread. (0 members and 5 guests)
Bookmarks