mujhe soch kar bhi wehshat hoti hai,agar musalmanan e bar e sagher jurrat na kartay,qurbaniyan na detay,BaBa ki qiyadat moyasar na hoti..............Pakistan moriz e wajood main na ata......qayyam e Pakistan k baad Allah k baad agar afwaj e pakistan watan e aziz ki hifazat par mamor na hotin,sarhadon ki hifazat ki zamin na hotin tou................
Mera aur mera na shukray hum waton ka hal bhi kashmiri aur falastini musalmanon say kuch alag na hota......!
Pakistan Zindabad...!
Bookmarks