lay bhi kuriye @Amna Rani
tu amo mahshor hogai,momo ka badla pura hua
betay agar tasveer asaan deti tou bhi eitraz ana tha itni asaan kiyun di,
last time asaan di thi tou socha iss bar zara sa mushkil kar laitay hain
kaghaz itnay baray size ka nahi tha tou kaghaz k hisab say tasveer ko adjust karti artist sahiba:*
thanks for particapatiing............keep it up in future,
result ka intezar kijiye amo jani vrf
Bookmarks