Quote Originally Posted by Raja Khan Muhammad View Post
hmmm maine

yaha shadi topic ju chal rha hy us musibat se bachne

k liye rah badlne ka kaha tah..

shadi tu sunnat hy 4 krna chayai mai tu.kahta hn..

or neyaat saaf huu tu rahmat e rahmat huti hy phir
ji bilkul,
hukum tou 4 ka hi hai,agar aap unk darmiyan insaaf kar sakain,un k huqooq puray kar sakain aur kifalat k qabil hoon
nahi tou kam az kam aik zaroor karain,
apnay baray main aap behter jantay honge k kis qabil hain,4 k ya aik k.................!