SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12
    Results 11 to 12 of 12

    Thread: ShArE yOuR pErSoNeL eXpErIeNcEs!!!

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      ShArE yOuR pErSoNeL eXpErIeNcEs!!!

      Insan ki zindagi main aise bohot se awaamil aate hain, aise bohot se lamhe aate hain,,aisi bohot si bari se bari baat bhi aati hai, aur bohot choti si bhi koi baat aa jati hai jis se insan kuch na kuch seekh leta hai.is ke ilawa insan ki zindagi main koi aisa insan aa jata hai kisi bhi roop main ke jis se insan bohot kuch seekh leta hai.

      yahan meri aap sab se guzaarish hai ke aap apne zaati experience ko share karain.aur jo baat ap ne seekhi wo hamain bhi seekhne ka moqa dain..

      main bhi INSHAALLAH almost daily hi yahan koi na koi baat share karoongi..

      JAZAHKALLAH..



      adhoorey khawabon k khasta kaghaz sambhal rakhna hisab hoga




      ادھورے خوابوں کے خستہ کاغذ سنبھال رکھنا حساب ہوگا
      wafa k rishtey jafa ki rutt mein bahaal rakhan hisab hoga

      وفا کے رشتے جفا کی رت میں بحال رکھنا حساب ہوگا
      sunehrey jazbon ki qader kerna rafaqaton mein waqar rakhna

      سنہرے جذبوں کی قدر کرنا رفاقتوں میں وقر رکھنا
      andhair nagri mein dil jala k kheyal rakhna hisab hoga

      اندھیر نگری میں دل جلا کے خیال رکھنا حساب ہوگا
      mohabbaton k safeer ban k jo chahaton k naqeeb ban'na

      محبتوں کا سفیر بن کےجو چاہتوں کا نقیب بننا

      raah e wafa mein na tum kisi se malal rakhna hisab hoga



      راہ وفا میں نہ تم کسی سے ملال رکھنا حساب ہوگا


      Lots Of Love,
      (¨`•.•´¨) Alwayz
      `•.¸(¨`•.•´¨) Keep
      (¨`•.•´¨)¸.•´ Smiling!
      `•.¸.•´






      point to be noted!!!

      aap sab se meri request hai ke apna experience green colour main share karain..toh numaaya ho sake.baki post beshak kisi bhi colour main ho..baki aap logon ki marzi hai jaise jee chahe karain ye just request hai..ap ki marzi hai amal karain ya nahi.



      Similar Threads:
      Last edited by CaLmInG MeLoDy; 07-13-2014 at 10:29 AM.





    2. #11
      ...."I don't need your attitude. I've my own"..... www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Arosa Hya's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Peace
      Posts
      5,286
      Threads
      972
      Thanks
      973
      Thanked 827 Times in 507 Posts
      Mentioned
      518 Post(s)
      Tagged
      6978 Thread(s)
      Rep Power
      242

      Re: ShArE yOuR pErSoNeL eXpErIeNcEs!!!

      smj nhi aya kesa experience......


    3. #12
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      Re: ShArE yOuR pErSoNeL eXpErIeNcEs!!!

      Assalam o Alaikum.

      nice thread.

      jahan tak Gusse ka sawal hai Achi baat hai k Ap ne ALLAH ki toufeeq se Ispe Control kar lia.parAp k liye or Sab k liye Gusse ka ko control karne ka Aala o umda or Aasaan tareen Hal batata ho.

      jis jis ko Ziada Gussa ata hai Vo Darood Pak Ka wird ziada se ziada rakha kare.ab Darood Pak k parhne ki hikmat o fazeelat bhi bata do jo muj khakstar ko samajh ati hai.

      kPehli Hikmat: RABB REHMAN khud apne Mehboob pe Darood o Salam parhte hain or Farishto se parhwate hain or phir farmate hain k Aey Imaan walo Tum bhi Mere mehboob pe Darood o Salam bheja karo ta k Tum pe Reham farmaya jaey.

      2sri Hikmat: Hazoor Pak vo Azeem Tar se Azeem Tareen paak Sifaat Hasti hain Jinhe ap k Dushman Sadiq o Ameen k Luqab Se Yaad karte the or Taif mai Shareer Larko K Pathar Marne pe Bhi Un k liye Bad Dua nahe farmai bal k Dua he farmaiorJab Hum Esi Hasti Pe Darood o salam parhe ge kia Humare RABB O RASOOL ki Be Panah Rehmate hum pe Nazil nahe ho gi or Kia RASOOL pak Ki Nazre karam nahe ho gi.Inshort ye k Insaan Jis Hasti Se Milta hai,jis se Jurta hai jis ko Yad Karta hai Osi Hasti ki Pak o Barkat Sifaat ki Taseer Os Insaan mai Waqt k sath Sath Muntaqil hoti rehti hai or vo insaan ho baho osi Hasti jesa Dikhne lagta hai Sanwarne lagta hai.

      Muj Mehdood Insaan ki Kia okaat k Mai RABB O RASOOL ki La Mehdood Sifat wali Shaano Ko Khul k biyaan kar sako par Jitna RABB RASOOL ne Apni Shaan Muj pe kholi otna Ap tak poncha dia or Dua go ho k RABB REHMAN hume Apni Rehmaniyat se Jore or nawaze ta k Hum Bhi Rehmaniyat se Jur K insaaniyat pe chale.

      AMEEN.Pls ek bar Darood pak parh le.


      Last edited by singer_zuhaib; 12-03-2014 at 02:33 PM.


      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •