Originally Posted by Aliza juda honey k mausam mai juda hona bhi parhta hai jisey mushkil se paya ho usey khona bhi parhta hai khudi pe maan itna hai kabhi murh kar nahi daikha jisey kehdoo'n k mera hai usey hona bhi parhta hai abhi to fasl e gul ho, misl e gul ho zehn mai rakhna k jab waqt e khiza'n aaye tau phir rona bhi parhta hai mujhey nindain nahee'n bhatee'n k misl e marg hoti hain magar ikk khwab k lalach mai phir sona bhi parhta hai hamesha hansta rehta hoo'n chhupa k gham zamaney se magar jab tera naam aaye tau phir rona bhi parhta hai hamesha hansta rehta hoo'n chhupa k gham zamaney se magar jab tera naam aaye tau phir rona bhi parhta hai
Originally Posted by Ubaid hamesha hansta rehta hoo'n chhupa k gham zamaney se magar jab tera naam aaye tau phir rona bhi parhta hai Nice line
Ubaid (12-17-2017)
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Forum Rules
Bookmarks