Originally Posted by Aliza Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni 'Faraz' tujhko na aain mohabbatain karni Ye qurb kya hai kay tu saamnay hai aur hamain Shumaar abhi se judaai ki sa'atain karni Koi Khuda ho kay pathar jisay bhi hum chaahain Tamaam umr usi ki ibaadatain karni Sab apnay apnay qareenay say muntazir us kay Kisi ko shukr kisi ko shikaayatain karni Hum apnay dil se hain majbuur aur logon ko Zaraa si baat pe barpaa qayaamatain karni Milain jab un say to mubaham si guftagu karna Phir apnay aap se sau-sau wazaahatain karni Ye log kaisay magr dushmani nibhaatain hain Humiin ko raas na aain mohabbatain karni Kabhi 'Faraz' naye mausamon main ro dena Kabhi talaash puraani raqaabatain karni Milain jab un say to mubaham si guftagu karna Phir apnay aap se sau-sau wazaahatain karni Ye log kaisay magr dushmani nibhaatain hain Humiin ko raas na aain mohabbatain karni Kabhi 'Faraz' naye mausamon main ro dena Kabhi talaash puraani raqaabatain karni
intelligent086 (12-13-2017)
Originally Posted by Ubaid Milain jab un say to mubaham si guftagu karna Phir apnay aap se sau-sau wazaahatain karni Ye log kaisay magr dushmani nibhaatain hain Humiin ko raas na aain mohabbatain karni Kabhi 'Faraz' naye mausamon main ro dena Kabhi talaash puraani raqaabatain karni Applauding
Ubaid (12-17-2017)
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Forum Rules
Bookmarks