Jo lehjay barf ho jayen, to woh pighla nahin kartay,
Parinday dar k urr jayen, to woh lota nahin kartayy,
Yaqeen uth jaye to shayu, kabhi wapas nahin aata,
Hawaon ka koi toofan, kaabhi baarish nahin laata,
jo dil aik baar totay to, kabhi woh jurr nahin pata,
usey mein ne hi likha tha, us mein ne yeh likha tha.
jo dil aik baar totay to, kabhi woh jurr nahin pata,
usey mein ne hi likha tha, us mein ne yeh likha tha
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks